Digital gifts for every occasion

Har mauke ka
digi tohfa.

Card nahi, ek poori website. Aapki photos, aapke words, aapka gaana, games aur surprises ke saath. Birthday ho ya New Year, 2 minute me link.

Secure payment by RazorpayLink in 2 minutesWorks on every phone
πŸŽ† New Year Β· 49 din baaki
Gift pe tap karke dekho ↑

Occasions

Kiska mauka hai?

Har occasion ki apni themes, apne surprises. Card pe tap karo, demo dekho, apna banao.

Kabhi bhi

Birthday

Raat 12 baje khulne wali website, saath me roz ek surprise

Dekho Β· β‚Ή99 se
49 din baaki

New Year

31 Dec ki raat 12 baje fireworks ke saath khulne wala gift

Dekho Β· β‚Ή99 se
JALD AA RAHA HAI

Anniversary

Aapki kahani, saal dar saal

JALD AA RAHA HAI

Valentine's

Rose Day se Valentine tak, 7 din 7 surprises

JALD AA RAHA HAI

Holi

Rangon wala digital gift

JALD AA RAHA HAI

Mother's Day

Maa ke liye, unki yaadon ke saath

JALD AA RAHA HAI

Friendship Day

Dosti ke saare pagalpan, ek link me

JALD AA RAHA HAI

Raksha Bandhan

Bhai-behen ki nok-jhok, digital rakhi

JALD AA RAHA HAI

Diwali

Diyon wala tohfa, poori family ke liye

Why Digi Tohfa

Card padh ke rakh dete hain.
Ye yaad rehta hai.

Sahi waqt pe khulta hai

Raat 12 baje countdown ke saath, ya turant. Aap chuno.

Koi app nahi

Bas ek link. Har phone, har browser me chalta hai.

Har occasion ki apni theme

Demo me theme badal ke dekho, jo pasand aaye wahi lo.

2 minute me link

Pay karte hi link screen pe aur email pe. Saath me private preview.

How it works

10 minute ka kaam.

1

Occasion aur theme chuno

Birthday, New Year aur jald hi aur bhi. Live demo me sab dekh lo.

2

Apni kahani bharo

Photos, videos, letter aur ek YouTube gaana. Sab phone se hi, 10 minute me.

3

Link bhejo

Unhe link bhejo. Wo khulega to bas dekhte reh jayenge.

FAQ

Sawaal?

Digi Tohfa kya hai?

Ek personal website jo aap kisi ke liye banate ho: aapki photos, videos, words aur gaana, games aur chhote surprises ke saath. Unhe bas ek link milta hai.

Kaun se occasions abhi available hain?

Birthday aur New Year. Valentine’s, Anniversary, Holi aur baaki jald aa rahe hain. Card pe β€œNotify me” dabao, launch pe email aa jayega.

Bhejne se pehle dekh sakte hain?

Haan. Aapko ek private preview link milta hai jisme sab kuch khula dikhta hai.

Payment safe hai?

Payment Razorpay se hota hai (UPI, card, netbanking). Hum aapki card ya UPI details kabhi nahi dekhte.

Private hai?

Har site ka random link hota hai jo Google pe nahi dikhta. Sirf jinke paas link hai wahi khol sakte hain.

Agla mauka
kiska hai?

Aaj banao, 2 minute me link. Card se zyada yaad rahega.